% ITRANS SONG % Arunabha S Roy on 10/1/2004 2:12:56 PM. \startsong \stitle{saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir}% \film{Sitaaron Se Aagey}% \year{1958}% \starring{Ashok Kumar, Vyjayantimala}% \singer{Lata, Chorus}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 1 Oct 2004 % Series: LATAnjali % generated using giitaayan \printtitle #indian aa haa haa haa haa \threedots saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir pag Thumak chalat balakhaa_e haay, pag Thumak chalat balakhaa_e, haay saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir paayal baaje naa ko_ii jaage naa, haay haay re saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir pag Thumak chalat balakhaa_e \threedots (paagal sajanii apane sajan kii chal nahii.n paa_e raah milan kii) \-2 kaa.NTaa chubh\-chubh jaa_e, haay saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir khilii chaa.Ndanii jale saajanii, haay, haay re saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir pag Thumak chalat balakhaa_e \threedots (chhupake milan chalii tumase jo chhaliyaa dekhake jal ga_ii kaalii koyaliyaa ) \-2 bairan shor machaa_e, haay saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir ko_ii jaane naa bairan maane naa, haay haay re saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir pag Thumak chalat balakhaa_e \threedots (parvat uupar piyaa torii nagarii dekhat chhalake naino.n kii gagarii) \-2 pag chhalake phisalaa_e, haay saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir li_e gaagarii phiruu.N baavarii, haay haay re saiyaa.N kaise dhaaruu.N dhiir pag Thumak chalat balakhaa_e \threedots #endindian \endsong