% ITRANS SONG % \startsong \stitle{chaa.Nd tuu yahaa.N hai aur}% \film{Bhabhi Ki Chudiyan}% \year{1961}% \starring{Meena Kumari, Balraj Sahni, Dharmendra}% \singer{Asha}% \music{Sudhir Phadke}% \lyrics{Narendra Sharma}% % % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 7 Sep 2004 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian chaa.Nd tuu yahaa.N hai aur chaa.Nd tuu vahaa.N itanaa bas bataa de mujhe man meraa kahaa.N, man meraa kahaa.N chaa.Nd tuu yahaa.N \threedots haath se nikal gayaa hai meraa bholaa man aa.Nkho.n me.n samaa gayaa hai kisakaa bholaapan nii.nd nahii.n aatii mujhe raat hai javaa.N, raat hai javaa.N chaa.Nd tuu yahaa.N \threedots bekalii ba.Dhii hai ba.Dhii tan kii aas bhii chaa.Nd mujhase duur chaa.Nd dil ke paas bhii jaa_uu.Ngii Kushii se vahaa.N dil gayaa jahaa.N, dil gayaa jahaa.N chaa.Nd tuu yahaa.N \threedots baadalo.n kii paalkii me.n chaa.Ndanii chalii, chaa.Ndanii chalii mai.nne abhii dekhii nahii.n chaa.Nd kii galii, chaa.Nd kii galii chaa.Nd tuu kahaa.N mai.n terii chaa.Ndanii yahaa.N, chaa.Ndanii yahaa.N chaa.Nd tuu yahaa.N \threedots #endindian \endsong