% ITRANS SONG % \startsong \stitle{chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan}% \film{Kabli Khan}% \year{1963}% \starring{Ajit, Helen}% \singer{Lata, Rafi, Chorus}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Pavan Jha % Transliterator: Pavan Jha % Date: 2 Sep 2004 % Series: GEETanjali % Credits: U V Ravindra % \printtitle #indian chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan lahuu maa.Ngatii hai zamiin\-e\-vatan [2] chalo jhuumate... ( jahaa.N ham jiye, jahaa.N ham pale zamii.N hai wo dushman ke qadamo.N tale ) \-2 zamii.N mat kaho hai wo apanaa badan, apanaa badan chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan lahuu maa.Ngatii hai \-e\-vatan chalo jhuumate... muKaalif ka_ii harik? aashiyaa.N kahii.N par baguule?, kahii.N aandhiyaa.N are luT na jaaye hamaaraa chaman, hamaaraa chaman % baguulaa (also known as "babuulaa") -> dust storm, whirlwind chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan lahuu maa.Ngatii hai \-e\-vatan chale sar liye hathelii pe ham shahiido.n ke zindaa lahuu kii qasam ki maranaa vatan pe hamaaraa chalan chalo jhuumate sar pe baa.Ndhe kafan lahuu maa.Ngatii hai \-e\-vatan #endindian \endsong