% ITRANS SONG % \startsong \stitle{puraane din puraane pal puraane Kwaab}% \film{For Doordarshan (Non-film)}% \year{1980s}% \starring{}% \singer{Chorus}% \music{Salil Chowdhury}% \lyrics{Yogesh}% % % Audio on: www.salilda.com % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 31 Aug 2004 % Series: Sugam Sangeet - a series of Non-film geets % Comments: This song was part of a series of choir songs produced % by Salil C for Doordarshan during late-80s/early-90s. % generated using giitaayan % \printtitle #indian (puraane din puraane pal puraane Kwaab jo piichhe chhuuTe hai.n yaad karo na miit nayaa sa.ngiit nayaa koii giit nayii phir uma.ng bharake aao milake gaao aaj gaao) \-2 puraane din puraane pal puraane Kwaab ||sthaayii|| judaa judaa hokar, khoye hue ho kahaa.N \-2 pyaar ke ra.ngo.n se, ra.Ng do ye saaraa jahaa.N \-2 har dil hai apanaa, kaun hai begaanaa mere hamadam, bhulaa do tum giraa do diiwaaro.n ko jo kha.Dii hai.n aaj hamaare biich, nayaa sa.ngiit nayaa koii giit nayii phir uma.ng bharake aao milake gaao aaj gaao ||1|| dhiiraj chho.Do naa, Gam se na haaro kabhii \-2 jiinaa hai tumako, ha.Ns ke jiyo zindagii \-2 desh kaa har konaa, kar do tum sonaa sunahare din, sunahare pal sunahare Kwaab jo dekhe the wo sach karane ho.nge miit, nayaa sa.ngiit nayaa koii giit nayii phir uma.ng bharake aao milake gaao aaj gaao ||2|| hinduu musalamaan, sikh ho yaa kristaan \-2 bhaarat maataa kii, sabhii to hai.n santaan \-2 sabakaa hai aramaan, jaage hindustaan bhajan ke swar, shabad ke paaTh ajaano.n me.n hai jisakaa naam sikhaaii usane hamako priit, nayaa sa.ngiit nayaa koii giit nayii phir uma.ng bharake aao milake gaao aaj gaao ||3|| #endindian \endsong