% ITRANS SONG # % Asif Alvi on 9/7/2003 8:14:03 AM. \startsong \stitle{aa raat jaatii hai chupake se mil jaaye.n dono.n}% \film{Benaam}% \year{1974}% \starring{Amitabh Bachchan, Maushumi Chaterjii, Madanpuri, Satyen Kappu, Master Raju, Narendra Chanchal}% \singer{Rafi, Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % Audio On: HMV % Contributor: Asif Alvi % Date: 7 Sep 2003 % Series: THGHT % generated using giitaayan \printtitle #indian aa raat jaatii hai chupake se mil jaaye.n dono.n chalake kahii.n apanii aag me.n jal jaaye.n dono.n are aap kyo.n chup gaye aaiiye hamaare saath gaaiiye naa mauqaa bhii hai aarazuu bhii lag jaa tuu mere gale se ra.ngiin sii beKhudii me.n ho.n jaam do saath leke ye beqaraarii ka mausam ye saa.ns letaa a.ndheraa yuu.N Daal zulfo.n ke saaye phir naa kabhii ho saveraa haatho.n me.n ye haath leke machal jaaye.n dono.n do ra.ng jaise ki milate hai.n mil jaaye.n dono.n aa raat jaatii hai chupake se mil jaaye.n dono.n chalake kahii.n apanii aag me.n jal jaaye.n dono.n pyaale me.n kyaa hai mujhe to apane labo.n kii pilaa de bujh naa sakii jo umar bhar wo pyaas tuu hii bujhaa de nazadiik tuu itanii aa jaa siine me.n pa.D jaaye halachal deke badan kaa sahaaraa mujhako u.Daaye liye chal kho jaaye.n aise ki phir na sa.nbhal paaye.n dono.n taDape.n kuchh aaj is tarah se bahal jaaye.n dono.n aa raat jaatii hai chupake se mil jaaye.n dono.n chalake kahii.n apanii aag me.n jal jaaye.n dono. #endindian \endsong