% ITRANS SONG # % Date: Mon, 26 Apr 2004 14:44:41 -0700 % From: Neha Desai \startsong \stitle{gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye}% \film{Aanchal}% \year{1960}% \starring{Ashok Kumar, Nirupa Roy, Nanda, Sudesh Kumar, Seema Deo}% \singer{Asha, Mahendra Kapoor}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Pradeep}% % Audio on: Tape of Aanchal/Bandish, CD of Rare Gems -Duets/Love Songs(50s-60s), 2 tape set of All Time Greats: C Ramchandra % Contributor: Neha Desai % Transliterator: Neha Desai % Date: 26 Apr 2004 % Series: GEETanjali % Comments: Song picturised on Sudesh Kumar and Nanda % generated using giitaayan \printtitle #indian (ma: gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye) \-2 ma: aa gayaa aa.Nchal kisii kaa aaj mere haath me.n \-2 asha: hai chakorii aaj apane cha.Ndramaa ke saath me.n \-2 ma: chal paDii do kishtiiyaa.N aaj ek dhaar me.n kis liye asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye ma: gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye asha: (chhuu rahii tan man ko mere priit kii purvaa_iiyaa.N duur kii ambraa_ii_o.n me.n gu.Njatii shehanaa_iiyaa.N) \-2 ma: sau gunaa nikhaar hai aaj to si.ngaar me.n kis liye asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye ma: gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye asha: zi.ndagii bhar ke liye tuu baa.Nh merii thaam le \-2 jab talak ye saa.Ns hai har saa.Ns teraa naam le \-2 ma: ik nayii duniyaa khaDii apane i.ntezaar me.n kis liye asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye ma: gaa rahii hai zi.ndagii har taraf bahaar me.n kis liye asha: chaar chaa.nd lag gaye hai.n tere mere pyaar me.n is liye #endindian \endsong