% ITRANS SONG # % Date: 21 Jun 2004 00:04:59 GMT % From: adhareshwar@gNO_SPAMmail.com (Ashok) \startsong \stitle{chaa.Nd apanaa safar Katm karataa rahaa}% \film{Shamaa}% \year{1981}% \starring{Shabana Azmi, Girish Karnad, Aruna Irani}% \singer{Lata}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{Zafar Gorakhpuri}% % Contributor: Ashok Dhareshwar % Transliterator: Ashok % Date: 20 Jun 2004 \printtitle #indian chaa.Nd apanaa safar Katm karataa rahaa shamaa jalatii rahii raat Dhalatii rahii chaa.N apanaa safar Katm karataa rahaa shamaa jalatii rahii raat Dhalatii rahii dil me.n yaado.n ke nashtar se TooTa kie ek tamannaa kalejaa masalatii rahii chaa.Nd apanaa safar Katm karataa rahaa shamaa jalatii rahii raat Dhalatii rahii badanasiibii sharaafat kii dushman banii saj sa.nvar ke bhii dulahan na dulahan banii Tiikaa maathe pe ik daaG banataa gayaa meha.ndii haatho.n se shole ugalatii rahii chaa.Nd apanaa safar Katm karataa rahaa shamaa jalatii rahii raat Dhalatii rahii Kvaab palako.n se gir kar fanaa ho gae do qadam chalake tum bhii judaa ho gae merii haarii thakii aa.Nkh se raat din ik nadii aa.Nsuuo.n kii ubalatii rahii chaa.Nd apanaa safar Katm karataa rahaa shamaa jalatii rahii raat Dhalatii rahii subah maa.ngii to Gam kaa a.ndheraa milaa mujh ko rotaa sisakataa saveraa milaa mai.n ujaalo.n kii naakaam hasarat lie umr bhar mom ban kar pighalatii rahii chaa.Nd apanaa safar Katm karataa rahaa shamaa jalatii rahii raat Dhalatii rahii cha.nd yaado.n kii parachhaa_io.n ke sivaa kuchh bhii paayaa na tanahaa_io.n ke sivaa vaqt merii tabaahii pe ha.Nsataa rahaa ra.ng taqadiir kyaa kyaa badalatii rahii chaa.Nd apanaa safar Katm karataa rahaa shamaa jalatii rahii raat Dhalatii rahii dil me.n yaado.n ke nashtar se TooTa kie ek tamannaa kalejaa masalatii rahii chaa.Nd apanaa safar Katm karataa rahaa shamaa jalatii rahii raat Dhalatii rahii #endindian \endsong