% ITRANS SONG # % Date: Thu, 29 Jul 2004 17:04:17 -0700 % From: Animesh Kumar \startsong \stitle{dil kii shikaayat nazar ke shikawe}% \singer{Lata}% \film{Chandni Chowk}% \year{1954}% \music{Roshan}% \lyrics{Shailendra}% \starring{Meena Kumari, Shekhar}% % Contributor + Transliterator = Animesh Kumar % Corrections = Satish Kalra % Series: LATAnjali; Date: 27 Jul 2004 \printtitle #indian dil kii shikaayat nazar ke shikawe ek zubaa.N aur laakh bayaa.N chhupaa sakuu.N na dikhaa sakuu.N mere dil ke dard bhii hu_e jawaa.N chaa.Nd ha.Nsaa taare chamake aur mast hawaa jab iThalaaii chhupatii phirii na jaane kyuu.N mai.n jaane kyuu.N mai.n sharmaaii tere siwaa hai kaun jo samajhe kyaa guzarii mujhapar yahaa.N chhupaa sakuu.N \threedots sapano.n me.n bhii ham mil na sake nii.nd bhii tere saath gayii saawan aag lagaa ke chal diyaa ro ro ke barasaat gayii mai.n apanii taqadiir pe ro_ii mujhape ha.Nsaa bedard jahaa.N chhupaa sakuu.N \threedots tho.De likhe to bahut samajh lo na_e nahii.n ye afasaane dil majabuur bharaa aataa hai chhalak uThe hai.n paimaane Kat me.n jahaa.N aa.Nsuu Tapakaa hai likhaa hai mai.nne pyaar wahaa.N chhupaa sakuu.N \threedots #endindian \endsong