% ITRANS SONG # % % Date: Sat, 14 Feb 2004 13:32:07 -0800 % From: "naniwadekar" % \startsong \stitle{diinadayaal sakal dukh bha.njan ... prabhu ke darshan paaye mai.nne}% \film{Narasi Bhagat}% \year{1940}% \starring{Vishnupant Pagnis, Durga Khote, Amir Karnataki, Ram Marathe}% \singer{Amirbai}% \music{Shankarrao Vyas}% \lyrics{Sampat Lal Shrivastava 'Anuj'?}% % % Contributor : dhananjay naniwadekar % Date : 14 Feb 2004 % Credits : Kamalakar Pasupuleti % Har Mandir Singh 'Hamraaz' % Comments : Geetanjali Series % Prakash Pictures. Dir - Vijay Bhatt % The Bhajan is based on Brindavani Sarang. % \printtitle #indian % ## prelude - not available on 78 disc ## diinadayaal sakal dukh bha.njan aanand kand muraarii kab se tumhe.n pukaar rahe ham rakh lo laaj hamaarii prabhu ke darshan paaye mai.nne prabhu ke darshan paaye rom\-rom moraa naachan laagaa rogahiin bha_ii kaayaa janam janam ke shubh karmo.n kaa mai.nne yah phal paayaa soye bhaag jagaaye prabhu ke darshan paaye ## many repetitions of the next line follow ## bhaj raadhe\-govind % #endindian \endsong %