% ITRANS SONG # rmim0504; Created on Jan 26, 2004 % % From: Urzung Khan (urzung@hotmail.com) % Date: 2003-01-11 18:25:16 PST % \startsong \stitle{mai.n to karuu.N pyaar piyaa}% \film{Safar}% \year{1946}% \starring{Shobha, Kanu Roy, V H Desai, S L Puri}% \singer{Binapani Mukerji}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{G S Nepali}% % % Contributor: , 2003-01-11 % Credits: Dhananjay Naniwadekar % \printtitle #indian % mai.n to karuu.N pyaar piyaa mai.n to karuu.N pyaar mai.n to karuu.N pyaar piyaa duur se bharamaa_e merii mulaaqaat kii raat biitii jaa_e biitii jaa_e mai.n to karuu.N pyaar piyaa mai.n to karuu.N pyaar u.Date hue aae u.Date hue aae do pa.nchhii, do pa.nchhii base baas unako lagii nii.nd yahaa.n ham ko lagii payaas payaas jagii priit kii chain nahii.n aae merii mulaaqaat kii raat biitii jaae biitii jaa_e mai.n to karuu.N pyaar piyaa mai.n to karuu.N pyaar jii to kare chal ke manaa luu.N aaj unhe.n apanaa banaa luu.N apanaa banaa luu.N dil kisii ko paas bulaate hue sharamaa_e raat biitii jaa_e mai.n to karuu.N pyaar piyaa mai.n to karuu.N pyaar merii na_ii duniyaa me.n jab se vo aae tab se mai.n ne aa.ngan me.n deep jalaa_e do nain bichhae intezaar hii me.n kahii.n, intezaar me.n intezaar hii me.n kahii.n, ghor naa ho jaa_e merii mulaaqaat kii raat biitii jaa_e biitii jaa_e mai.n to karuu.N pyaar piyaa mai.n to karuu.N pyaar % #endindian \endsong %