% ITRANS SONG # rmim0489; Created on Jan 26, 2004 % % Date: 2002-01-06 05:13:54 PST % \startsong \stitle{bhalaa thaa kitnaa apanaa bachapan}% \film{non-Film}% \year{1940s}% \starring{}% \singer{Hemant}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Urzung Khan % Transliterator: Urzung Khan % Date: Jan 6, 2002 % Editor: Prithviraj Dasgupta % Comments: Hemantda series % Availability: The Unforgettable Hemant Kumar % - His best non-film songs - HMV CS HTC 04B 4455-56. % Also on Golden Collection - Hemant Kumar geets HMV CD. % \printtitle #indian % bhala thaa kitnaa apnaa bachapan bhalaa thaa kitnaa din bhar tuu pe.Do.n ke tale rahatii thii pasaare aa.Nchal aur mai.n Daalo.n se phai.nkaa karataa thaa to.D ke phal maalii thaa bas hamaraa dushaman apnaa bachapan bhalaa thaa kitnaa yaad bhii hai voh khel kii baat jab ham nikaalate the baraat la.Dake mujh ko dulhaa banaate sakhiyaa.N tujhako banaatii.n dulhan apanaa bachapan bhalaa thaa kitnaa din ko khel me aur raato.n ko baato.n me.n kho jaate the raajaa raanii ke kisse sunate sunate so jaate the aa.Nkh me nii.nd kaa naam nahii.n thaa dil me koso.n duur kii dha.Dakan apanaa bachapan bhalaa thaa kitanaa bhalaa thaa kitnaa apnaa bachapan bhalaa thaa kitanaa % #endindian \endsong %