% ITRANS SONG # rmim0479; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{teraa husn rahe meraa ishq rahe}% \film{Do Dil}% \year{1965}% \starring{Biswajit, Rajshri}% \singer{Rafi}% \music{Hemant}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: U.V. Ravindra % Transliterator: U.V. Ravindra % Date: 3 Feb 2003 % Series: GEETanjali % Comments: Sanjeev Ramabhadran gave last stanza % generated using giitaayan % \printtitle #indian % teraa husn rahe meraa ishq rahe, to ye subah ye shaam rahe na rahe chale pyaar kaa naam zamaane me.n, kisii aur kaa naam rahe na rahe teraa husn rahe \threedots ye shaam rahe na rahe merii pyaas kaa koii hisaab nahii.n, terii mast nazar kaa jawaab nahii.n \- 2 isii mast nazar se pilaa_e jaa \- 2 mere saamane jaam rahe na rahe teraa husn rahe \threedots ye shaam rahe na rahe mai.n bahakane lagaa huu.N samhaal zaraa, mere paas hii rah, kahii.n duur na jaa koii Thiik nahii.n ki bahaaro.n kaa yahaa.N aur qiyaam rahe na rahe % % qiyaam = existence, stay (staying still) [related to 'qaayam'] jo nigaah uThii to payaam milaa, jo nigaah jhukii to Salaam milaa isii waqt bujhaa de lagi dil kii, ye payaam\-salaam rahe na rahe teraa husn rahe \threedots ye shaam rahe na rahe teraa husn rahe meraa ishq rahe, to ye subah ye shaam rahe na rahe chale pyaar kaa naam zamaane me.n, kisii aur kaa naam rahe na rahe teraa husn \threedots ye shaam rahe na rahe % #endindian \endsong %