% ITRANS SONG # rmim0462; Created on Jan 26, 2004 % % surma 9/18/3 % \startsong \stitle{naav chalii naanii kii naav chalii}% \film{Aashirwad}% \year{1968}% \starring{Sanjeev Kumar, Sumita Sanyal, Ashok Kumar}% \singer{Ashok Kumar, Chorus}% \music{Vasant Desai}% \lyrics{Harindranath Chattopadhyay}% % % Contributor: Surma Bhopali % Transliterator: Surma Bhopali % Date: 19 Sep 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % naav chalii naanii kii naav chalii niinaa ke naanii kii naav chalii lambe safar pe saamaan ghar se nikaale gaye naanii ke ghar se nikaale gaye idhar se udhar se se nikaale gaye aur naanii kii naav me.n Daale gaye (kyaa kyaa Daale gaye) ek chha.Dii ek gha.Dii ek talwaar ek salwaar ek a.nDaa ek Da.nDaa ek jha.nDaa ek ha.nDaa ek jiiwar kaa jaal ek gho.De kii naal ek totaa ek bhaaluu ek lahsun ek aalu ek kelaa ek aam ek pakkaa ek kachchaa aur \threedots Tokarii me.n ek billii kaa bachchaa (myaauu.N myaauu.N) phir ek magar ne piichhaa kiyaa naanii kii naav kaa piichhaa kiyaa niinaa ke naanii kii naav kaa piichhaa kiyaa (phir kyaa huaa) chupake se piichhe se upar se niiche se ek ek saamaan khii.nch liyaa ek billii kaa bachchaa ek kelaa ek aam ek pakkaa ek kachchaa ek lahsun ek aalu ek totaa ek bhaaluu ek gho.De kii naal ek jiiwar kaa jaal ek jha.nDaa ek ha.nDaa ek a.nDaa ek Da.nDaa ek talwaar ek salwaar ek chha.Dii ek gha.Dii (magar naanii kyaa kar rahii thii) naanii thii bichaarii buDDhii baharii naanii kii nii.nd thii itanii gaharii itanii gaharii (kittii gaharii) naTakhaT Thaharii din dopaharii raat kii raanii Tha.nDaa paanii garam masaalaa peT me.n Daalaa saa.De solaa ???? pachattar chhakke nabbe ???????????????? gale me.n rassaa aa aa \threedots % #endindian \endsong %