% ITRANS SONG # rmim0417; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (gantisri@hotmail.com) % Date: 2002-03-03 12:54:52 PST % \startsong \stitle{bhaarat kii ek sannaarii kii ham kathaa sunaate hai.n}% \film{Ram Rajya/ Luv Kush}% \year{1943}% \starring{Shobhna Samarth, Prem Adeeb, Umakant, Badri Prasad, Amirbai Karnataki}% \singer{Madhusudan Bhatt, Yeshwant Marathe}% \music{Shankarrao Vyas}% \lyrics{Ramesh Gupta}% % % Contributor (of first two stanza): Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:3 March 2002 % Editor: Pankaj Kakkar, naniwadekar % % Contributor of last two stanza: Dushyant Shah % Date: 5 March 2002 % Transliterator & Editor: Surjit singh % \printtitle #indian % bhaarat kii ek sannaarii kii ham kathaa sunaate hai.n \-2 mithalaa kii raajadulaarii kii ham vyathaa sunaate hai.n \-2 bhaarat kii ek sannaarii kii ham kathaa sunaate hai.n \-2 shivadhanuSh raam ne to.Daa \-2 milaa chandra\-chakor kaa jo.Daa \-2 ( janakapurii se to.Daa naataa avadhapurii se jo.Daa ) \-2 komal thii wo kalii sukho.n me.n palii wano.n me.n chalii bahot dukh paa_ii sun kar usakii vyathaa nain bhar aate hai.n ham kathaa sunaate hai.n \-2 bhaarat kii ek sannaarii kii ham kathaa sunaate hai.n \-2 raawan ne chhal karii siyaa ko harii vidhii kyaa karii jo thaa ban paa_ii % the above line is "ashokavan paayii" as per Dushyant % and "shok ban paa_ii" as per Surjit siitaa\-siitaa kare.n birah me.n jare.n bano.n me.n phire.n vikal raghuraa_ii \-2 % the song version at indiascreen ends here. % Surjit's comments: % In the movie, at this point mahaamantri says, % band karo ye gaan % Ram asks them to continue. pawanaputra vahaa.N aaye \-2 sudhi ko dhaaye yukti bahu kiinhii.n siyaa sudhi paa_ii raam kop kar ba.Dhe lank par cha.Dhe phuu.Nk da_i lank siyaa lauT aa_ii \-3 jaise diye me.n tel tel me.n baaT baaT me.n tej prakaase tase raam hR^iday me.n siyaa siyaa hiye raama_ii baase kyaa binaa praaN ke amar dahii kahii.n dehii (?) kyaa yahii raam darabaar kahaa.N vaidehii \-2 % #endindian \endsong %