% ITRANS SONG # rmim0401; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (gantisri@hotmail.com) % Date: 2000-10-12 16:20:09 PST % \startsong \stitle{dil kaa dard na jaane duniyaa}% \film{Naujawaan}% \year{1951}% \starring{Nalini Jayawant, Premnath}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: V S Rawat % \printtitle #indian % jiyaa jaae piyaa aajaa/3 dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa pyaar ke do bolo.n ke badale dushman hua zamaanaa haay re haay dushman hua zamaanaa dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa ummiid ne thokar khaaii hai dil deke judaai paaii hai tera Gam haay merii tanahaai hai pahale se na tha ye jaana pahale se na tha ye jaana, ke dil sau(?) maanaa,haay jiite jaana(?) haay re haay dushman hua zamaanaa dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa pyaar ke do bolo.n ke badale dushman hua zamaanaa haay re haay dushman hua zamaanaa aa.Nkho.n mei.n jo aa.Nsuu aae.nge tasaviir terii dikhalae.nge ham thaam ke dil raha jaae.nge pahale se na tha ye jaana pahale se na tha ye jaana, ke dil sau maanaa,haay jiite jaana(?) haay re haay dushman hua zamaanaa dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa pyaar ke do bolo.n ke badale dushman hua zamaanaa haay re haay dushman hua zamaanaa dil ka dard na jaane duniyaa.N jaane dil ta.Dapanaa jiyaa jaae piyaa aajaa/3 % #endindian \endsong %