% ITRANS SONG # rmim0359; Created on Jan 26, 2004 % % From: Prithviraj Dasgupta (prithvi_dg@yahoo.com) % Date: 2002-05-07 23:53:58 PST % \startsong \stitle{ai baad\-e\-sabaa aahistaa chal}% \film{Anaarkali}% \year{1953}% \starring{Bina Rai, Pradeep Kumar, Mubarak, S. L. Puri, Sulochana, Kuldeep Kaur}% \singer{Hemant}% \music{Hemant, C Ramchandra?}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Availablity: HMV CD Anarkali/Nagin sdtrk, Anarkali DVD % Date: April 12, 2002 % Comment: Hemant mentions in his autobiography % "Anand dhara" that Anarkali's producer S. Mukherji % wanted the original title music composed by C Ramchandra % to be replaced by a song. Since CR was not available % at that time, Hemant borrowed this tune, a Heer, % from a Bengali number sung by him in 1950 and MD-ed by % Anupam Ghatak, titled "shukno shakhar pata jhore % jaay". Based on posts in RMIM archives, Hemant % apparently mentioned this fact to author Harish % Bhimani too. CR is credited for this song % in all audio media (gramophone record/CS/CD). % \printtitle #indian % ai baad-e-sabaa aahistaa chal yahaa.N soyii hai anaarakali aa.Nkho.n me jalawe saliim ke liye khoyii hu_ii hai anaarakali hai shahiid\-e\-ishq kaa maKabaraa zaraa chal adab se yahaa.N hawaa tujhe yaad ho ke na yaad ho mujhe yaad hai us kaa maajharaa abhii yaad hai mujhe wo gha.Dii jab kisii kii us pe nazar pa.Dii yahaa.N husn thaa wahaa.N taaj thaa yahaa.N ishq thaa wahaa.N raaj thaa ye kahaa saliim ne pyaar se ha.Ns ha.Ns ke apanii anaar se tuu kahe to taaro.n ko to.D luu.N tuu kahe to taaj bhii chho.D duu.N zaraa dekh le kyaa hawaa chalii na rahaa saliim na wo kali yah mazaar nishaanii hai pyaar kii kisii da.rd bharii iKaraar kii kis bha.Nvare kii i.ntezaar me yahaa.N soyii hai kali anaar kii % #endindian \endsong %