% ITRANS SONG # rmim0331; Created on Jan 26, 2004 % % From: Pradip Shah (pradip_shah63@hotmail.com) % Date: 2003-01-24 09:05:37 PST % % \startsong \stitle{tumase kuchh kahanaa hai gar tum kuchh kahane do}% \film{Guest House}% \year{1959}% \starring{Ajit, Shakeela, Maruti, Lalita Pawar}% \singer{Mukesh, Lata}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: Pradip Shah, 2003-01-24 % Transliterator: V S Rawat, 2004-01-24 % \printtitle #indian % M: tumase kuchh kahanaa hai, gar tum kuchh kahane do L: aaji bole binaa hum jaane, rahane do ji rahane do M: in aa.Nkho.n.me.n rahana hai, agar pyaar se rahane do L: pahale dil ko najaroge, kuchh tiir to sahane do M: ha.Ns ha.Nsake sah le.nge, bade shokh se tiir chalaao L: ye fasaanaa hai puraanaa, koii baat nayii farmaao M: chalo juuTh sahii, per baat merii, ek baar bhii to sun lo M: tumase kuchh kahanaa hai, agar tum kuchh kahane do L: aaji bole binaa hum jaane, rahane do ji rahane do L: dil Dole, kuchh bole, bhalaa kaun ye samaje ishaare M: vo ishaaraa jo tumhara, to mai.n toD ke laa duu.n kinaare L: aaji tumase yakii.n kuchh humako nahi.n, jaraa ho.nsh kii baat karo M: tumase kuchh kahanaa hai, agar tum kuchh kahane do L: aaji bole binaa hum jaane, rahane do ji rahane do M: kuchh dinse mere dilme.in, koii ban ke khayaal aataa hai L: bato.nse bahalaanaa, tum ko yeh qamaal aataa hai M: sach kahate.in hai hum L: chalo khaao qasam M: chaahe apanii qasam le lo M: tumase kuchh kahanaa hai, agar tum kuchh kahane do L: aaji bole binaa hum jaane, rahane do ji rahane do % #endindian \endsong %