% ITRANS SONG # rmim0263; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{aa_o sakhii is dukhiyaa man kii ... mere piyaa ko Dhuu.ND ke laa_o sakhii}% \film{Pakistani-film{Ghunghat)}% \year{1962}% \starring{Nayyar Sultana}% \singer{Noor Jahan}% \music{Khursheed Anwar}% \lyrics{Faiz Ahmad Faiz}% % % Contributor: , 2002-09-27 % Transliterator: Urzung Khan % Comments: NOOR-E-TARANNUM # 7 % \printtitle #indian % aa_o sakhii is dukhiyaa man kii,aa kar dhiir ba.ndhaao rii jaane piyaa kis des sidhare unakaa khoj lagaao rii mere piyaa ko Dhuu.ND ke laa_o sakhii ko_ii piyaa ko Dhuu.ND ke laa_o sakhii jaane kahaa.N vo kho ga_e haa.N, kis bairan ke ho ga_e pal bhar pii kaa mukha.Daa dekhaa kaalii rain huii ujayarii shahb dikhalaa ke Duubaa cha.Ndaa bintii kar kar haarii, re ko_ii unakii suuratiyaa dikhaao sakhii mere piyaa ko Dhuu.ND ke laao sakhii jaane kahaa.N vo kho ga_e haa.N , kis bairan ke ho ga_e chhaa_ii chaaro.N or udaasii manavaa pal pal unhai.N are birhaa agan me.n jal marne ko saiyaa.N cho.D sidhare ko_ii unako manaa kar laa_o sakhii mere piyaa ko Dhuu.ND ke laao sakhii jaane kahaa.N vo kho ga_e haaN , kis bairan ke ho ga_e % #endindian \endsong %