% ITRANS SONG # rmim0096; Created on Jan 26, 2004 % % From: Arunabha S Roy (asroyus@yahoo.com) % Date: 2003-03-02 19:19:29 PST % \startsong \stitle{aa jaa_e.N jaanevaale, lauT aa_e bahaare.n}% \film{Chaandni Chowk}% \year{1954}% \starring{Meena Kumari, Shekhar}% \singer{Lata}% \music{Roshan}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Arunabha S. Roy % Transliterator: Arunabha S. Roy % Date: Mar 2, 2003 % Series: LATAnjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % aa jaa_e.N jaanevaale lauT aa_e bahaare.n aa ai papiihe pii ko zaraa milake pukaare.n teraa bhii vahii Gam hai, meraa bhii vahii Gam dono.n ke dilo.n me.n hai ik dard kaa maatam ik dard kaa maatam biga.Dii hu_ii taqadiire.n aa milake sa.Nvaare.n aa ai papiihe pii ko \threedots aa_e.N naa vo to ik din ye shammaa bujhaake jal jaa_e.Nge ghuu.NghaT me.n ham aag lagaake ham aag lagaake pii bin akele raate.n ham kaise bitaa_e.N aa ai papiihe pii ko \threedots % #endindian \endsong %