% ITRANS SONG # rmim0094; Created on Jan 26, 2004 % % From: Arunabha S Roy (asroyus@yahoo.com) % Date: 2003-01-02 21:08:14 PST % \startsong \stitle{maajhii merii qismat ke jii chaahe jahaa.N le chal}% \film{Hum Hindustani}% \year{1960}% \starring{Sunil Dutt, Asha Parekh, Joy Mukherjee, Helen}% \singer{Lata}% \music{Usha Khanna}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Arunabha S. Roy % Transliterator: Arunabha S. Roy % Date: Jan 2, 2003 % generated using giitaayan % \printtitle #indian % aa .a .a .a (maajhii merii qismat ke jii chaahe jahaa.N le chal jii chaahe jahaa.N le chal) \-2 aa .a .a .a yah suneharii shaam aa_ii ra.ng lekar pyaar kaa ab pataa mujhako chalaa hai apanii pahalii haar kaa apanii pahalii haar kaa kah sake naa saamane ham kah rahe hai.n duur se ho ga_e ham dil ke haatho.n ab to kuchh majabuur se maajhii merii qismat ke \threedots aa .a .a .a tuu hii mere dil kii ma.nzil tuu hii meraa hamasafar zi.ndagii se ba.Dhake mujhako terii ik miiThii nazar terii ik miiThii nazar terii aa.Nkho.n me.n rahuu.N mai.n tuu mere dil me.n rahe zi.ndagii bhar pyaar kii yah naav aise hii bahe maajhii merii qismat ke \threedots aa .a .a .a % #endindian \endsong %