% \startsong \stitle{khanake to khanake kyo.n khanake, meraa ka.nganaa}% \film{Vallah Kya Baat Hai}% \year{1962}% \starring{Shammi Kapoor, Bina Roy, Tun Tun, Janaki Das, KN Singh, Mumtaz}% \singer{Rafi, Asha, chorus}% \music{Roshan}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Transliterator: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: A song with a bucolic bounce and appealing 'anokhe bol.' % \printtitle #indian % aa: khanake to khanake kyo.n khanake, jab raat ko chamake taare meraa ka.nganaa haay, haayare meraa ka.nganaa ra: are samajho to samajho yU.N samajho, ye ham ko kare.n ishaare teraa ka.nganaa haae, haayare teraa ka.nganaa aa: ka.nganaa thaamU.n, paayal bole, aa.NU kaun bahaane se aa.NU kaun bahaane se, ey ra: jin ko milanaa hai yaaro.n se Darate nahii.n zamaane se Darate nahii.n zamaane se roke to duniyaa kyaa roke o roke to duniyaa kyaa roke, jab ham hai pyaar ke maare teraa ka.nganaa haay, haayare teraa ka.nganaa aa: khanake to khanake \threedots tiDir taaDilaa liDilar liDilar tiDir taDilaa hoi hoi ra: aaye javaanii jab mastaanii, roke laaj ke pahare naa roke laaj ke pahare naa, hoi aa: ghU.nghaT ke paT khul khul jaaye sar pe aa.nchal Thahare naa sar pe aa.nchal Thahare naa soche to soche kyaa soche, are soche to soche kyaa soche, jab nain mile matavaare meraa ka.nganaa haae, haayare meraa ka.nganaa ra: are samajho to samajho \threedots aa a aa a aa, o o o o o aa: pyaar hai dhokhaa jaane duniyaa, phir dil dhokhaa khaae kyo.n phir dil dhokhaa khaae kyo.n, o o ra: tU hii bataa de dekh ke ham ko nazar terii sharamaae kyo.n nazar terii sharamaae kyo.n sarake to sarake kyo.n sarake are sarake to sarake kyo.n sarake, aa.nchal tere sar se pyaare teraa ka.nganaa haae, haayare teraa ka.nganaa aa: khanake to khanake \threedots tiDir taaDilaa liDilar liDilar tiDir taDilaa hoi hoi (4) % #endindian \endsong %