% \startsong \stitle{kataraa kataraa milatii hai}% \film{Ijaazat}% \year{}% \starring{Nasseruddin Shah, Rekha, Anuradha Patel}% \singer{Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: Tanvi (tanvi@utxvms.cc.utexas.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: K Vijay Kumar % Editor: % \printtitle #indian % kataraa kataraa milatii hai kataraa kataraa jiine do zi.ndagii hai, bahane do pyaasii huu.N mai.n pyaasii rahane do tumane to aakAsh bichhAyA mere na.nge pairo.n me.n zamiin hai dekhe to tumhArii aarazuu hai shAyad aise zindagI hasiin hai aarazuu me.n bahane do pyaasI huu.N mai.n pyaasI rahane do kal bhii to kuchh aisaa hii hu_aa thaa nii.nd me.n thii tumane jab chhu_aa thaa girate girate baaho.n me.n bachii mai.n sapane pe paa.Nv pa.D gayaa thaa sapano.n me.n rahane do pyaasii huu.N mai.n pyaasii rahane do % #endindian \endsong %