% \startsong \stitle{kahii.n duur jab din Dhal jaaye}% \film{Anand}% \year{1970}% \starring{Amitabh Bachchan, Rajesh Khanna}% \singer{Mukesh}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Yogesh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Ranganathan, Srikanth (gt9375a@prism.gatech.EDU) % Ravi Dronamraju (ravid@herky.cs.uiowa.edu) % Nita % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % kahii.n duur jab din Dhal jaae saa.Njh kii dulhan badan churaae chupake se aae mere Kayaalo.n ke aa.Ngan me.n koii sapano.n ke diip jalaae, diip jalaae kahii.n duur \threedots kabhii yuu.Nhii.n, jab huii.n, bojhal saa.Nse.n bhar aa_ii baiThe baiThe, jab yuu.N hii aa.Nkhe.n tabhii machal ke, pyaar se chal ke chhue koii mujhe par nazar na aae, nazar na aae kahii.n duur \threedots kahii.n to ye, dil kabhii, mil nahii.n paate kahii.n se nikal aae, janamo.n ke naate ghanii thii ulajhan, bairii apanaa man apanaa hii hoke sahe dard paraaye, dard paraaye kahii.n duur \threedots dil jaane, mere saare, bhed ye gahare kho gae kaise mere, sapane sunahare ye mere sapane, yahii to hai.n apane mujhase judaa na ho.nge inake ye saaye, inake ye saaye kahii.n duur \threedots % #endindian \endsong %