% \startsong \stitle{jis dil me.n basaa thaa pyaaar teraa}% \film{Saheli}% \starring{}% \singer{Mukesh}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Indeevar}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jis dil me.n basA thA pyAr terA us dil ko kabhI kA to.D diyA, hAy, to.D diyA badanAm na hone de.nge tujhe terA nAm hI lenA chho.D diyA, hAy, chho.D diyA jis dil me.n basA thA pyAr terA jab yAd kabhI tum Aoge samajhe.nge tumhe.n chAhA hI nahI.n rAho.n me.n agar mil jAoge soche.nge tumhe.n dekhA hI nahI.n jo dar pe tumhAre jAtI thI.n un rAho.n ko hamane chho.D diyA hAy, chho.D diyA jis dil me.n basA thA pyAr terA ham kaun kisI ke hote hai.n koI hamako yAd karegA kyU.n apane do A.nsU bhI ham par koI barabAd karegA kyU.n \- 2 us mA.njhI ko bhI gilA hamase ma.njhadhAr me.n jisane chho.D diyA, hAy, chho.D diyA jis dil me.n basA thA pyAr terA \threedots % #endindian \endsong %