% \startsong \stitle{jiivan kii bagiyaa mahakegii, lahakegii, chahakegii}% \film{Tere Mere Sapne}% \year{}% \starring{Dev Anand, Mumtaz}% \singer{Kishore, Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Neeraj}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Vandana Venkatesan (vandana@ece.scarolina.edu) % Arati Deo (arati@taj.rice.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % lataa: jiivan kii bagiyaa mahakegii, lahakegii, chahakegii khushiyo.n kii kaliyaa.N jhuume.ngii, jhuule.ngii, phuule.ngii jiivan kii bagiyaa \threedots lataa: vo meraa hogaa, vo sapanaa teraa hogaa milajul ke maa.Ngaa, vo teraa meraa hogaa jab jab vo muskuraaegaa, apanaa saveraa hogaa \threedots tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa, aayegaa phir se bachapan hamaaraa jiivan kii bagiyaa \threedots kishor: ham aur ba.ndhe.nge, ham tum kuchh aur ba.ndhe.nge hogaa koii biich, to ham tum aur ba.ndhe.nge baa.ndhegaa dhaagaa kachchaa, ham tum tab aur ba.ndhe.nge \threedots tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa aayegaa phir se bachapan hamaaraa jiivan kii bagiyaa \threedots lataa: meraa raajadulaaraa, vo jiivan praaN hamaaraa phuulegaa ek phuul, khilegaa pyaar hamaaraa din kaa vo suuraj hogaa, raato.n kaa chaa.nd sitaaraa \threedots tho.Daa hamaaraa tho.Daa tumhaaraa aayegaa phir se bachapan hamaaraa jiivan kii bagiyaa \threedots % #endindian \endsong %