% \startsong \stitle{jigar kii aag se is dil ko jalataa dekhate jaao}% \film{Dopatta}% \year{1952}% \starring{Ajay Kumar, Noorjehan}% \singer{Noorjehan}% \music{Firoz Nizami}% \lyrics{Arsh Lucknowi}% % % Contributor: Swapneel Mahajan (swapneel@cse.iitb.ernet.in) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sun Aug 20 1995 % Credits: Snehal Oza (snehal@wipro.wipsys.soft.net) % Urzung Khan % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % jigar kii aag se is dilako jalataa dekhate jaao luTii jaatii hai armaano.n kii duniyaa dekhate jaao lagii hai aag dil me.n aa.Nkh se aa.Nsuu barasate hai.n bharii barasaat me.n is ghar ko jalataa dekhate jaao isii din ke li_e bolo tumhe.n kyaa hamane chaahaa thaa ki ham barabaad ho.n aur tum tamaashaa dekhate jaao bahaa kar le chalii hai.n Gam kii mauje.n dil kii kashtii ko hamaare Duub jaane kaa nazaaraa dekhate jaao % #endindian \endsong %