% \startsong \stitle{ham ne aaj se tumhe.n ye naam de diyaa}% \film{Raja Saab}% \starring{Shashi Kapoor, Nanda, Naaz}% \singer{Rafi, Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Rizwan M. Syed % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 11/03/1996 % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % ra: ham ne aaj se tumhe.n ye naam de diyaa jaan\-e\-man, jaan\-e\-man, jaan\-e\-man, jaan\-e\-man ham ne aaj se tumhe.n ye naam de diyaa la: is bahaane pyaar kaa baigaam de diyaa jaan\-e\-man, jaan\-e\-man, jaan\-e\-jaa.n, jaan\-e\-jaa.n ra: paigaam kaa kuchh javaab do, baiThe ho kyo.n chup\-chaap se baiThe ho kyo.n chup\-chaap se la: sharmaa rahe hai.n aaj ham, kahate hue kuchh aap se kahate hue kuchh aap se ham ne aa.Nkho.n ko zubaa.n kaa kaam de diyaa ra: vaah, is bahane, pyaar kaa paigaam de diyaa jaan\-e\-man, jaan\-e\-man, jaan\-e\-jaa.n, jaan\-e\-jaa.n la: baato.n hii baato.n me.n aap to, karane lage hamase pyaar bhii karane lage hamase pyaar bhii ra: tumane hii luuTii hai nii.nd bhii, tumane hii luuTaa hai qaraar bhii aur chupake se hame.n ilzaam de diyaa la: is bahaane, pyaar kaa paigaam de diyaa jaan\-e\-man, jaan\-e\-man, jaan\-e\-jaa.n, jaan\-e\-jaa.n ra: be\-chain, tumane kar diyaa, is dil ke har aramaan ko is dil ke har aramaan ko ye raat ho tum ye kaho, is dil kii har daastaa.n ko is dil kii har daastaa.n ko pyaar ne ba.Daa hasii.n a.njaam de diyaa ra: huu.N, vaah, is bahaane, pyaar kaa paigaam de diyaa jaan\-e\-man, jaan\-e\-man la: jaan\-e\-jaa.n, jaan\-e\-jaa.n do: jaan\-e\-man, jaan\-e\-man, jaan\-e\-man, jaan\-e\-man % #endindian \endsong %