% \startsong \stitle{ham jis raste pe chale, us raste pe thii priit kha.Dii}% \film{Teri Kasam}% \starring{Kumar Gaurav, Poonam Dhillon}% \singer{Amit Kumar, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Himanshu Gupta (himanshu.gupta@eng.sun.com) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Tue Aug 8 1995 % Credits: Rajeev Sivaram (rsivaram@cis.ohio-state.edu) % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Comments: % \printtitle #indian % aa: ham jis raste pe chale, us raste pe thii priit kha.Dii priit ne hamako pahanaa dii, armaano.n kii hathaka.Dii tuu jahaa.N chale, mai.n vahaa.N chaluu.N tuu jahaa.N ruke, mai.n vahaa.N rukuu.N la: ham jis raste \threedots la: (ham anjaane ik duuje kii jaan bane pahale do dil the ab sau armaan bane) \-2 aa: are jaan ke dekho, ham kaise anjaan bane jaane kab dil Takaraae, jaane kab aa.Nkh se aa.Nkh la.Dii la/aa: priit ne hamako \threedots aa: (mausam hai yaa pyaar kaa ek paiGaam hai isiili_e ye pyaar ba.Daa badanaa hai) \-2 la: bhuul ga_e ham duniyaa kisakaa naam hai yaad rahe.nge hame.n hameshaa ye din, ye rut, ye gha.Dii la/aa: priit ne hamako \threedots aa: dekho abhii subah thii, ho ga_ii shaam abhii la: dil phir ta.Dapaa aayaa thaa, aaraam abhii aa: are, apane dil par likh do meraa naam abhii la: o chhoTe se saajanaa tuu baate.n karataa hai ba.Dii la/aa: priit ne hamako \threedots % #endindian \endsong %