% \startsong \stitle{ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil}% \film{non-Film}% \starring{}% \singer{Feroz Akhtar}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor: Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ham chal to pa.De hai.n jazbaa\-e\-dil \- 2 jaanaa hai kidhar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa\-e\-dil jaana hai kidhar maaluum nahii aagaaz\-e\-safar par naaza hai.n \- 2 a.njaam\-e\-safar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n \threedots (kab jaam bhare, kab daur chale kab aaye idhar maaluum nahii ) \- 2 uThe bhI agar Thaharegii kahaa.N \- 2 saaqii kii nazar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n \threedots (ham akele kii had se bhI guzare seharaa\-e\-zunuun bhI chhaan liyaa ) \- 2 ab aur kahaa.N le jaaegii \- 2 saaqii kii najar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n \threedots (mumakin ho to ik lamhe ke liye takaliife.n tabassum kar lIjai ) \- 2 ham me.n se abhii tak kitano ko mahafuum\-e\-sehar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa\-e\-dil jaanaa hai kidhar maaluum nahii jazabaat ke sau (jazabaat ke sau aalam guzare ahasaas kii sadiyaa.n bIt gaI.n ) \- 2 aa.Nkho.n se abhii un aa.Nkho.n tak \- 2 kitanaa hai safar maaluum nahii aa.Nkho.n se abhii un aa.Nkho.n tak kitanaa hai safar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa\-e\-dil % #endindian \endsong %