% \startsong \stitle{hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa}% \film{Lala Rukh}% \year{1958}% \starring{Shyama, Talat}% \singer{Rafi}% \music{Khaiyyam}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: Preeti Ranjan Panda (ppanda@du.ICS.UCI.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa mere gulsitaa.N kaa sab kuchh, teraa sirf muskuraanaa ye khule khule se gesuu, uThe jaise badaliyaa.N sI, ye jhukii jhukI nigaahe.n, gire jaise bijaliyaa.N sI tere naachate qadam me.n hai bahaar kA khazaanaa hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa \threedots terA jhUmanaa machalanaa, ye nazar badal-badal ke merA dil dha.Dak rahaa hai, tU lachak sa.Nbhal-sa.Nbhalake kahii.n ruk nA jaaye zaalim is mo.D par zamaanaa hai kalii kalii ke lab par, tere husn kaa fasaanaa \threedots % #endindian \endsong %