% \startsong \stitle{haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae}% \film{Mirza Saheban}% \year{1947}% \starring{Noorjehan, Trilok Kapoor, Gulab, Gope}% \singer{G M Durrani, Noorjehan}% \music{Pt. Amarnath, Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Aziz Kashmiri}% % % Contributor: Pavan Kumar Desikan % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 07/16/1995 % Credits: Ashok Dhareshwar % \printtitle #indian % g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae \-2 dil ke uja.De hue gulshan me.n bahaar aa jaae \-2 n: dil to kahataa hai ki aa.Nkho.n me.n chhupaa luu.N tujhako \-2 Dar yahii hai ki muqaddar ko nakaar aa jaae \-2 g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae g: dil ke zakhmo.n pe mere pyaar kaa mar.hham rakh do \-2 beqaraarii to mujhe kuchh to qaraar aa jaae \-2 haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae n: yuu.N Kudaa ke li_e chhiino na mere hosh\-o\-havaas \-2 aisii nazaro.n se na dekho ki Kumaar aa jaae g: haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae g: chho.D ke tum bhii chale jaaogii qismat kii tarah \-2 baad\-azaane to ajal hii ko na pyaar aa jaae \-2 haath siine pe jo rakh do to qaraar aa jaae dil ke uja.De hue gulshan me.n bahaar aa jaae % #endindian \endsong %