% \startsong \stitle{dha.Dakate dil kii tamannaa ho meraa pyaar ho tum}% \film{Shama}% \year{1961}% \starring{Suraiyya}% \singer{Suraiyya}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Kaifi Azmi}% % % Contributor: % Transliterator: % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % dha.Dakate dil kii tamannaa ho meraa pyaar ho tum (mujhe qaraar nahii.n) \- 2 (jab se beqaraar ho tum) \- 2 dha.Dakate dil kii tamannaa ho meraa pyaar ho tum (khilaao phuul kisii ke kisii chaman men raho) \- 2 jo dil kii raah se (guzarii hai vo bahaar ho tum) \- 2 (zah-e-nasiib ataa kii jo dard kii sauGaat) \- 2 vo Gam hasiin hai jis (Gam ke zimmedaar ho tum) \-2 dha.Dakate dil kii tamannaa ho meraa pyaar ho tum cha.Daauu.N phuul yaa aa.Nsuu tumhaare qadamo.n me.n merii vafaao.n ke (ulfat kii yaadagaar ho tum) \- 2 dha.Dakate dil kii tamannaa ho meraa pyaar ho tum % #endindian \endsong %