% \startsong \stitle{kahaa.N chho.D ke chalaa hai tuu}% \film{Anjaan}% \year{1956}% \starring{Vyjayantimala, Pradeep Kumar}% \singer{Lata}% \music{Hemant}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: Srinivas Ganti % Credits: % Date: January 15, 2002 % Comments: LATAnjali series % \printtitle #indian % (kahaa.N chho.D ke chalaa hai tuu ye phuulo.n bharii raahe.n mere desh kii havaae.n paradesiyaa)\-2 zaraa mu.D ke to dekh, khoii khoii ye nigaahe.n merii ThaNDii ThaNDii aahe.n paradesiyaa haay! kahaa.N chho.D ke chalaa hai (sai.nyaa maan naa maan meraa dil anajaan bhuulaa duniyaa kaa pyaar tere pyaar me.n)\-2 mai.n ne chhup chhup haay din raat banaaye miiThe sapano.n ke haar tere pyaar me.n zaraa mu.D ke to dekh, khoii khoii nigaahe.n merii suunii suunii baahe.n paradesiyaa haay! kahaa.N chho.D ke chalaa hai \threedots (tuu jo lauT ke aaye mujhe mukha.Daa dikhaaye to mai.n akhiyaa.N bichaauu.N terii raah me.n)\-2 bas ek baar merii sun jaa pukaar mai.n to jal jal jaa_uu.N terii chaah me.n zaraa mu.D ke to dekh, khoii khoii ye nigaahe.n haay! ro bhii naa paaye paradesiyaa haay! kahaa.N chho.D ke chalaa hai \threedots % #endindian \endsong %