% \startsong \stitle{do bichha.De hue dil}% \film{Shayar}% \year{1949}% \starring{Dev Anand,Suraiyya}% \singer{Lata, G M Durrani}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date:16 May,2001 % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % gmd:do bichha.De hue (do bichha.De hue dil,aapas me.n gaye mil)\-2 armaano.n kii nagarii me.n huaa aaj saveraa do bichha.De hue lata:(lo tumase mile ham,sab dil ke miTe Gam)\-2 khush hoke muhabbat ne kiyaa dil me.n baseraa lo tumse mile gmd:(kam ho naa gha.Dii bhar ke liye,gha.Dii bhar ke liye apanii muhabbat,apanii muhabbat)\-2 lata:tum aaye jo (tum aaye jo aa.Nkho.n me.n to chamakii merii qismat)\-2 gmd:qismat ke chamakte hii duur hua andheraa do bichha.De hue \three dots lata:(ham pyaar kii manzil se kabhii,manzil se kabhii duur na ho.nge,duur na ho.nge)\-2 gmd:armaa.n bhare (armaa.n bhare dil,kabhii majabuur na ho.nge)\-2 lata:aabaad rahe apanii tamannao.n kaa Deraa both:aabaad rahe apanii tamannao.n kaa Deraa do bichha.De hue \three dots % #endindian \endsong %