% \startsong \stitle{aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche}% \film{Khamoshi - The Musical}% \year{1994}% \starring{Manisha Koirala, Salman Khan, Nana Patekar, Seema Biswas, Helen}% \singer{Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu}% \music{Jatin-Lalit}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Raz Jessa % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % pa da ni ni, ah re ve taara reve taa raaraa ni pa da ni ni, rivi taaraa rivi ri ri paa ram aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche aaj mai.n aage, zamaanaa hai piichhe ##Tell me## o Kudaa ab mai.n kyaa karuu.N cahluu.N siidhii ki ulTii chaluu.N aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche \threedots yuu.N hii bin baat ke, chhalake jaaye ha.Nsii Dole jab havaa, laage gud_gudii sambhaalo gir pa.Duu.N are are are are are taubaa kyaa karuu.N chaluu.N siidhii kii ulTii chaluu.N aaj mai.n uupar \threedots aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche aaj mai.n aage, zamaanaa hai piichhe ##Tell me## o Kudaa ab mai.n kyaa karuu.N sar ke bal yaa kadam se chaluu.N aaj mai.n uupar \threedots jhuume.n jaa mauj me.n rukanaa na jaan\-e\-jaa.N dekhuu.N ye tara.ng rukatii hai kahaa.N mai.n bhii tere sa.ng in laharo.n pe chaluu.N sar ke bal yaa kadam se chaluu.N aaj mai.n uupar \threedots % #endindian \endsong %