% \startsong \stitle{kisii ne mujhako mere ghar me.n aa ke luuT liyaa}% \film{Parchhain}% \year{1952}% \starring{V Shantaram, Jayasree, Sandhya}% \singer{Lata, Talat}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Noor Lucknowi}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: % Date:Jan 09,2001 % Comments:LATAnjali % \printtitle #indian % ta: lagaake haatho.n me.n mehandii halaal kar daalaa banaake mast mujhe haay! vaar kar daalaa la:(kisii ne mujhako mere ghar me.n aake luuT liyaa)\-2 (luuT liyaa)\-3 ta:(kisii gariib ko ghar me.n bulaake luuT liyaa)\-2 la: koii ummiid na hasarat na kuchh tamannaa thii andheraa chaayaa thaa ? dil kii duniyaa thii la: (charaag sii tum ne jalaake luuT liyaa)\-2 do: (luuT liyaa)\-3 la: kisii ne mujhako mere ghar me.n aake luuT liyaa ta: havaas\-o\-hosh na rahate ye maajraa hotaa jo shakl dekh hii lete na jaane kyaa hotaa sadaa huzuur ne apanii sunaake luuT liyaa do: (luuT liyaa)\-3 ta: kisii gariib to ghar me.n bulaake luuT liyaa la: o~ zamaane bhar se mai.n kah duu.Ngii tumane chorii kii aur aisii chorii ki siinaajorii bhii ki sone vaale ko tuune jagaake luuT liyaa do: (luuT liyaa)\-3 la: (kisii ne mujhako mere ghar me.n aake luuT liyaa)\-2 % #endindian \endsong %