% \startsong \stitle{kahuu.N kaa se mai.n man kii baat}% \film{Subah Ka Tara}% \year{1954}% \starring{Pradeep Kumar, Jayshree}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Noor Lucknowi}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: Srinivas Ganti % Comments: % \printtitle #indian % aa~ aa~ aa~ aa~ kahuu.N kaa se mai.n kahuu.N kaa se mai.n man kii baat jiyaravaa haale Dole ho \-2 ta.Dap siine me.n dil pe haath jiyaravaa haale Dole ho aa~ aa~ aa~ aa~ khushii bhii ho rahii hai aa.Nkh bhii sharamaayii jaatii hai \-2 kahe kaise koi ye dil kii lagii nahii.n batalaayii jaatii hai \-2 nahii.n batalaayii jaatii hai, ye nahii.n batalaayii jaatii hai merii tamannaa hai mere saath jiyaravaa haale Dole ho kahuu.N kaa se mai.n kahuu.N kaa se mai.n man kii baat \threedots basatii hai naino.n kii galiyaa.N, hai.n ab jiivan me.n ra.ngaraliyaa.N \-2 jhuum jhuum jhuum ke aayii bahaare.n kaise khilii hai.n ye kaliiyaa.N \-2 hai.n ab jeevan me.n ra.ngaraliyaa.N din sunehare suhaanii hai raat jiyaravaa haale Dole ho kahuu.N kaa se mai.n kahuu.N kaa se mai.n man ki baat \threedots % #endindian \endsong %