% \startsong \stitle{hai.n pyaar ke do matavaale}% \film{Apradhi Kaun}% \year{1957}% \starring{Abhi Bhattacharya, Mala Sinha}% \singer{Geeta, Manna De}% \music{Salil Choudhary}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % \printitle #indian % ma: hai.n pyaar ke do matavaale ek ham hai.n aur ek tum aur tum bhii kyaa gii: ab rah ga_e do dilavaale ek ham hai.n aur ek tum aur tum bhii kyaa ma: are maanaa tuu hai dilabar tujh se huu.N ba.Dhakar siidhaa\-saadaa sundar gii: terii nigaahe.n ko_ii bataa_e are ba.Dhaa khoT tere andar ma: dikhane me.n to bhole\-bhaale ek ham hai.n air ek tum aur tum bhii kyaa gii: haay teraa bhii javaab nahii.n meraa bhii javaab nahii.n kaahe kaa jhaga.Daa phir bhii ma: ajii ek nazar se duuje ko dekhe nahii.n aur koii marzii gii: ek aa.Nkh se dekhanevaale ek ham hai.n aur ek tum aur tum bhii kyaa ma: are nain hamaarii sapano.n kii gho.Daa gaa.Dii chal baiTh u.Daa ke aa.Nchal gii: gho.Daa gaa.Dii bhuul anaa.Dii ab Dol zaraa paidal ma: paidal hii pyaar sa.mbhaale.n ek ham hai.n aur ek tum aur tum bhii kyaa % #endindian \endsong %