% \startsong \stitle{zi.ndagii hai pyaar se, pyaar me.n bitaaye jaa}% \film{Sikandar}% \year{1941}% \starring{Sohrab Modi, Prithviraj Kapoor, Vanmala}% \singer{Khan Mastana, ???, ???, chorus}% \music{Mir Saheb/Rafiq Ghaznavi}% \lyrics{Pt. Sudarshan}% % % Contributor: Balaji % Transliterator: % Date: % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % zi.ndagii hai pyaar se, pyaar me.n bitaaye jaa husn ke huzuur pe apanaa dil luTaaye jaa apanaa sar jhukaaye jaa zi.ndagii hai ek raat, pyaar us me.n hai chiraaG ye chiraaG jitanii der jal sake jalaaye jaa raushanii luTaaye jaa zi.ndagii hai ek baaG, pyaar is me.n hai bahaar us me.n aa.Nkh kaa Kumaar Daal kar milaaye jaa shauq se pilaaye jaa zi.ndagii hai ek ju_aa, duur se dekhataa hai kyaa aage ba.Dh kar apanii jaan, daav par lagaaye jaa ha.Nsake maat khaaye jaa zi.ndagii junuun hai junuun se nibhaaye jaa tu apane azm ko Kudaa-e-zindagii banaaye jaa aasmaa.N pe chhaaye jaa husn hai shabaab hai, vaqt laajavaab hai mai.n bhii chehachahaa uThuu.N, tuu bhii chehachahaaye jaa bansarii bajaaye jaa % #endindian \endsong %