% \startsong \stitle{vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa}% \film{Son Of Sindbad}% \year{1958}% \starring{Premnath, Jabeen, Bhagwan}% \singer{Lata, Mukesh}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: Neha K Desai % Transliterator: Nita % Date: 8th October, 1999 % Credits: % Comments: GEETanjali series % \printtitle #indian % mukesh: vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai lataa: ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai mukesh: vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai lataa: ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai lataa: (dha.Dakane.n tez sii ho ga_ii aaj nazare.n kahii.n kho ga_ii ) \- 2 mukesh: qadam qadam pe mastiyaa.N nazar nazar me.n shoKiyaa.N ye chaa.Ndanii me.n kaun chhup ke aa rahaa hai lataa: ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai mukesh: vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai mukesh: mauj ta.Dape ki saahil mile lataa: dil ye chaahe ko_ii dil mile mukesh: mauj ta.Dape ki saahil mile lataa: dil ye chaahe ko_ii dil mile mukesh: hame.n terii hai aarazuu lataa: hame.n terii hai justajuu dono.n: gha.Dii gha.Dii ye dil tujhe bulaa rahaa hai vo chaa.Nd chamakaa vo nuur chhalakaa lo halkaa halkaa nashaa chhaa rahaa hai ye kaisaa jaaduu mujhe sambhaalo ke mere haatho.n se dil jaa rahaa hai % #endindian \endsong %