% \startsong \stitle{na_ii rii lagan aur miiThii batiyaa.N}% \film{Alaap}% \year{1977}% \starring{Amitabh Bachchan, Rekha, Asrani}% \singer{Yesudas, Madhurani, Kumari Faiyyaz}% \music{Jaidev}% \lyrics{Dr. Rahi Masoom Reza}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % na_ii rii lagan aur miiThii batiyaa.N piyaa jaane aur jiyaa moraa jaane, sakhii kis kis baat pe dha.Dake chhatiyaa.N piyaa jaane aur jiyaa moraa jaane, sakhii \threedots baal bhii ulajhe hai.n sapane bhii duuje laage hai.n apane bhii ho gaye ham kyo.n aise diivaane piyaa jaane aur jiyaa moraa jaane, sakhii \threedots kaagaa jaa, jaa jaa jaa (2) jaa re kaagaa jaa, jaa jaa jaa, jaa re na de more piyaa ko sa.ndesavaa jaa jaa jaa re jaa re kaagaa jaa piyaa naahi aaye, piyaa naahi aaye more aalii kaise kare man kab jaa_uu.N piyaa naahi aaye, piyaa naahi aaye barase badaraiyaa saavan kii saavan me.n gum kyo.n meraa manavaa bhanak sunii piyaa aavan kii uma.D ghuma.D chahuu.N dish so aayo bijurii chamake jhar laavan kii barase badaraiyaa saavan kii % #endindian \endsong %