% \startsong \stitle{kaa jaanuu.N mai.n sajaniyaa chamakegii kab cha.ndaniyaa}% \film{Ham Panch}% \year{1980}% \starring{Mithun, Deepti Naval, Sanjeev Kumar, Naseer, Amrish Puri}% \singer{Lata, Amit Kumar}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: Nita % Transliterator: Nita % Date: 15th March, 2000 % Credits: % Comments: % \printtitle #indian % kaa jaanuu.N mai.n sajaniyaa chamakegii kab cha.ndaniyaa ghar me.n Gariib ke uThaa_ii le ghu.nghaTaa \- 3 chaa.Nd dekh le kaash mere paas hotii dhartii phir mai.n tujhe pyaar nahii.n karatii dhartii pe paidaa hotaa sonaa bikataa nahii.n dil kaa ye khilaunaa ye muft kaa hai saudaa paise se nahii.n hotaa hotaa hai pyaar se milaa_ii le nainavaa \- 3 pyaar tol le uThaa_ii le ghu.nghaTaa \threedots to.D ke diivaar ham mile.nge pyaar ke ye phuul kab khile.nge mai.n huu.N yahaa.N tuu hai kahaa.N khoyaa mai.n ka_ii raato.n se nahii.n soyaa ha.Nsataa hai ye zamaanaa mai.n ho gayaa diivaanaa kahate hai.n log ye bulaa_ii le vaid ko \- 3 rog puuch le uThaa_ii le ghu.nghaTaa \threedots duu.N mai.n tujhe bol nishaanii teraa pyaar merii zi.ndagaanii jo bhii tujhe chaahi_e bataa de bai.nyaa ke haar pahanaa de kyo.n duur kha.Daa aise kaT ke pa.Dii ho jaise Dorii pata.ng se u.Daa_ii le pata.ng ko \- 3 Dor jo.D le uThaa_ii le ghu.nghaTaa \threedots % #endindian \endsong %