% \startsong \stitle{tuu pyaar kaa saagar hai}% \film{Seema}% \year{1955}% \starring{}% \singer{Manna De, chorus}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Azra Bano % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % tuu pyaar kaa saagar hai terii ik buu.Nd ke pyaase ham lauTaa jo diyaa tumane, chale jaaye.nge jahaa.N se ham tuu pyaar kaa saagar hai \threedots ghaayal man kaa, paagal pa.nchhii u.Dane ko beqaraar pa.nkh hai.n komal, aa.Nkh hai dhu.Ndhalii, jaanaa hai saagar paar jaanaa hai saagar paar ab tuu hi ise samajhaa, raah bhuule the kahaan se ham tuu pyaar kaa saagar hai \threedots idhar jhuumatii gaaye zi.ndagii, udhar hai maut kha.Dii koii kyaa jaane kahaa.N hai siimaa, ulajhan aan pa.Dii ulajhan aan pa.Dii kaano.n me.n zaraa kah de, ki aaye kaun dishaa se ham tuu pyaar kaa saagar hai \threedots % #endindian \endsong %