% \startsong \stitle{na jaane dil vich kii aayaa ... ramataa jogii}% \film{Taal}% \year{1999}% \starring{}% \singer{Alka Yagnik, Sukhvinder Singh}% \music{A R Rahman}% \lyrics{}% % % Contributor: Alfaaz % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % na jaane dil vich kii aayaa ek prem pyaalaa pii aayaa mai.n jii aayaa, mai.n jii aayaa mai.n prem pyaalaa pii aayaa oy ramataa jogii hoy hoy \threedots mai.n prem daa pyaalaa pii aayaa ek pal me.n sadiyaa.N jii aayaa oy ramataa jogii hoy hoy mai.n prem daa pyaalaa pii aayaa ek pal me.n sadiyaa.N jii aayaa saarii madhushaalaa pii aayaa mai.n pii aayaa, mai.n pii aayaa, mai.n pii aayaa jaa pii aayaa, mai.n jii aayaa oy ramataa jogii hoy hoy tuu ramataa jogii hoy hoy \threedots tuu prem daa pyaalaa pii aayaa, ai tere dil vich kii aayaa saarii madhushaalaa pii aayaa ek pa me.n sadiyaa.N jii aayaa mai.n pii aayaa, mai.n pii aayaa, mai.n pii aayaa jaa pii aayaa, mai.n jii aayaa tuu ramataa jogii hoy hoy oy ramataa jogii hoy hoy \threedots ye jog liyaa kis kaaraN ye rog liyaa kis kaaraN ho, ik jogan dekhii bastii me.n ek mauj uThii to mastii me.n dil bhii aayaa, mai.n pii aayaa mai.n prem pyaalaa pii aayaa mai.n pii aayaa, mai.n pii aayaa mai.n prem pyaalaa pii aayaa mai.n jii aayaa tuu ramataa jogii, tuu ramataa jogii, jogii, jogii, jogii ho, man me.n lagan ye jaagii, jag chhuuTaa hoy hoy, jag chhuuTaa jiyaa mai.n raagii ye baat vahaa.N tak na pahu.Nchii ye choT jiyaa tak na laagii ho, ye dard zubaa.N tak na aayaa ye tere dil vich kii aayaa saarii madhushaalaa pii aayaa ek pal me.n sadiyaa.N jii aayaa mai.n pii aayaa, mai.n pii aayaa, mai.n pii aayaa jaa pii aayaa, mai.n pii aayaa oy ramataa jogii hoy hoy \threedots % #endindian \endsong %