% \startsong \stitle{dil vaale dil giir hu_aa}% \film{Yatrik}% \year{1952}% \starring{Basanta Chowdhury, Arundhati Devi, Abhi Bhattacharya}% \singer{Dhananjay Bhattacharya}% \music{Pankaj Mullick}% \lyrics{Pt. Bhushan}% % %Contributor: Prithviraj Dasgupta %Date: 02/17/2000 %Transliterator: %Comments: Devotional % \printitle #indian dil vaale dil giir hu_aa kyaa soch rahaa hai tuu, soch rahaa hai tuu sukh aur duHkh ko samajh baraabar dhiiraj, tuu dhiiraj dhar saadhu kyo.N soch rahaa kyo.N soch rahaa kyaa soch rahaa hai tuu \threedots khoTii duniyaa bhale bu.Dhe kii kar na sake pahachaan gyaan vaan par kiich uchhaale (muurakh ko de maan) \- 2 tuu apamaan ko maan samajh kar po.Nchh Daal aa.Nsuu kyo.N soch rahaa kyo.N soch rahaa kyaa soch rahaa hai tuu \threedots ha.Nsii khushii aur ronaa dhonaa (jag ke jhuuThe khel) \- 2 tan man me.n jo basaa hai sabake ba.Dhaa tuu usase mel ba.Dhaake usase mel (saadhu man par paa qaabuu) \- 2 kyo.N soch rahaa kyo.N soch rahaa kyaa soch rahaa hai tuu % #endindian \endsong %