% \startsong \stitle{ye javaanii hai diivaanii}% \film{Jawani Diwani}% \year{1972}% \starring{Randhir Kapoor, Jaya Bhaduri}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: K Vijay Kumar % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % ye javaanii, hai diivaanii haT merii raanii, ruk jaa o raanii dekh zaraa piichhe mu.Dake chalii kahaa.n aise u.D ke gili gili akkhaa, gili gili akkhaa bili bili bili \threedots baate.n, mulaaqaate.n karane kii shaam hai aise me.n ruuThanaa diivano.n kaa kaam hai he, ye javaanii hai diivaanii \threedots khilake dil milate, khil jaataa banake phuul par tujhako na bhuuli chhoTii sii merii bhuul he, ye javaanii hai diivaanii \threedots ruuThii, chalii jhuuThii haT chhuuTii dostii shiqavaa hai ho.nTho.n pe, aa.Nkho.n me.n pyaar bhii he, ye javaanii hai diivaanii \threedots % #endindian \endsong %