% ITRANS Song #21386 % \startsong \stitle{ek nazar kisii ne dekhaa aur dil huaa diivaanaa}% \film{Rungoli}% \year{1962}% \starring{Vyjayantimala, Kishore Kumar}% \singer{Lata, Kishore}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Audio on: % Tags: Stage Dance % Contributor: Amarendra R. Nargundkar % Transliterator: Amarendra R. Nargundkar % Date: 11 Jan 2009 % Series: % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % kishor: ek nazar kisii ne dekhaa aur dil hu_aa diivaanaa hai baat bas itanii-sii aur ban gayaa afasaanaa lataa: ik nazar kisii ne dekhaa aur dil hu_aa diivaanaa hai baat bas itanii-sii aur ban gayaa afasaanaa kishor: (chorii\-chorii bagiyaa me.n aa_ii jo bahaar kaliyo.n kii a.Nkhiyo.n se chhalakaa Kumaar ) _(2) chhup\-chhup kisii se nazar hu_ii chaar ko_ii dil jiit gayaa ko_ii gayaa haar man mere jhuum, taaro.n ko chuum, aayaa teraa zamaanaa lataa: ik nazar kisii ne dekhaa aur dil hu_aa diivaanaa hai baat bas itanii-sii aur ban gayaa afasaanaa lataa: (baaje moraa bichhu_aa Thumak chaluu.N chaal dhak\-dhak dil meraa detaa jaa_e taal) _ (2) u.De hai chunar jaise shaayar kaa Kayaal jaane kaise jaaduu leke aayaa hai ye saal aa.Nkhe.n churaa_uu.N, chhup\-chhupake gaa_uu.N, mai.n ek nayaa taraanaa kishor: ek nazar kisiine dekhaa aur dil hu_aa diivaanaa hai baat bas itanii-sii aur ban gayaa afasaanaa lataa: (na_ii\-na_ii duniyaa hai mai.n huu.N anajaan abhii\-abhii kisii se hu_ii hai pahachaan) _(2) kishor: soch\-soch haar gayaa mai.n huu.N hairaan tumhe.n kis naam se pukaaruu.N mehamaan sapanaa kahuu.N, ki apanaa kahuu.N, ki ra.ngiin ik fasaanaa lataa: ik nazar kisii ne dekhaa aur dil hu_aa diivaanaa hai baat bas itanii-sii aur ban gayaa afasaanaa kishor: ek nazar kisiin e dekhaa aur dil hu_aa diivaanaa hai baat bas itanii-sii aur ban gayaa afasaanaa % #endindian \endsong