% ITRANS Song #21249 % \startsong \stitle{dhaage to.D laao ... bol na halke halke}% \film{Jhoom Barabar Jhoom}% \year{2007}% \starring{}% \singer{Rahat Fateh Ali Khan, Mahalaxmi Iyer}% \music{Shankar-Ehsaan-Loy}% \lyrics{Gulzar}% % % Audio on: % Tags: soft romantic duet % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: 22 May 2007 % Series: Angoor Ka Daana, navagiit % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % raa: (dhaage to.D laao chaa.Ndanii se nuur ke ghuu.NghaT hii banaa lo raushanii se nuur ke) 2 mahaa: sharmaa gaI to aaGosh me.n lo ho saa.Nso.n se ulajhii rahe.n merii saa.Nse.n raa: bol na halke halke bol na halke halke ho.nTh se halke halke bol na halke mahaa: bol na halke halke bol na halke halke ho.nTh se halke halke bol na halke === raa: aa nii.nd kaa saudaa kare.n ik Kwaab de ik Kwaab le mahaa: ik Kwaab to aa.Nkho.n me.n hai ik chaa.Nd ke takiye tale raa: kitane dino.n se ye aasamaa.N bhii soyaa nahii.n hai isako sulaa de.n mahaa: bol na halke halke ... raa: bol na halke halke ... === raa: umre.n lagii.n kahate hue do lafz the ik baat thii mahaa: wo ek din sau saal kaa sau saal kii wo raat thii raa: kaisaa lage jo chup-chaap dono.n ho pal-pal me.n puurii sadiyaa.N bitaa de.n mahaa: bol na halke halke ... raa: dhaage to.D laao chaa.Ndanii se nuur ke mahaa: ho~ ghuu.NghaT hii banaa lo raushanii se nuur ke raa: sharm aa gaI to mahaa: aaGosh me.n lo dono.n: ho saa.Nso.n se ulajhii rahe.n merii saa.Nse.n bol na halke halke ... % #endindian \endsong