% \startsong \stitle{khaalii piilii kaahe ko akkhaa din baiTh ke}% \film{Tamasha}% \year{1952}% \starring{}% \singer{Kishore}% \music{Manna De}% \lyrics{Bharat Vyas}% % % Contributor: Neha Desai % Transliterator: K Vijay Kumar % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % khaalii piilii, khaalii piilii khaalii piilii kaahe ko akkhaa din baiTh ke bom maarataa hai \threedots ##left..left..left..right..halt..## saste uThake baath_ruum me.n to jaake snan kar hamaam laks se raga.D raga.D badan ko saaf kar khaTiyaa se chho.D raastaa taiyyaar teraa naashtaa bhaabhii take hai raastaa o aalasii he he o aalasii kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarataa hai bom maarataa hai \threedots naanaa ne kiyaa ghoTaalaa o ga.Daba.D jhaalaa samajh nahii.n aalaa re hoy! naanaa ne kiyaa ghoTaalaa o ga.Daba.D ga.Daba.D jhaalaa samajh nahii.n aalaa re phar.r phar.r naanaajii ne baiThe baiThe apanii akal ghumaayii hai naanaajii ne baiThe baiThe apanii akal ghumaayii bacho bacho jii ye naar naveli pa.Dhaane tumhe.n aayii hai pa.Dhaane tumhe.n aayii hai kaiT maane billii, raiT maane chuuhaa, kaiT maane billii, raiT maane chuuhaa, ## l-o-v-e l-o-v-e l-o-v-e love ## maane pyaar pyaar maane muhabbat muhabbat maane hii hii hii he h h mi mi mi n n n n n are baap re baap! ab kyaa kare.n jhuuThaa sachchaa pyaar jataao ThaNDii ThaNDii aahe.n bharo haay hu.N u.Nh isake prem me.n paagal banakar kabhii jiyo aur kabhii maro maro maro hoy hoy hoy gar baat merii maan le to be.Daa teraa paar hai nahii.n to bachchuu naa.Nv terii - gu.Duup - ma.Njhadhaar hai yahii hai meraa faisalaa ab dekhe.n teraa hausalaa o pahalavaan o pahalavaan kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarataa hai bom maarataa hai \threedots % #endindian \endsong %