% ITRANS Song #21124 % \startsong \stitle{muhabbat kii kahaaniyaa.N}% \film{Woh Din Yaad Karo}% \year{1971}% \starring{Sanjay Khan, Nanda}% \singer{Talat Mahmood, Lata}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Audio on: HMV (LEGENDS-Talat Mahmood-vol 5) % Tags: % Contributor: Badr % Transliterator: Badr % Date: 28 Oct 2006 % Series: Talat -The Velvet Voice % Comments: % generated using www.giitaayan.com. 20090905. % \printtitle #indian % ta: (muhabbat kii kahaaniyaa.N sunaane lagii hai.n javaaniyaa.N) \-2 hamaare tumhaare pyaar pe Kudaa kii rahe.n maharabaaniyaa.N la: muhabbat kii kahaaniyaa.N sunaane lagii hai.n javaaniyaa.N hamaare tumhaare pyaar pe Kudaa kii rahe.n maharabaaniyaa.N dono.n: muhabbat kii kahaaniyaa.N \threedots ta: (ye qisse nigaah\-e\-yaar ke ye dha.Dakan dil\-e\-beqaraar ki) \-2 ye subahe.n tumhaarii yaad kii ye shaame.n suhaanii bahaar kii tumhaarii muhabbat me.n sanam milii hai.n hame.n ye nishaaniyaa.N la: hamaare tumhaare pyaar pe Kudaa kii rahe.n maharabaaniyaa.N dono.n: muhabbat kii kahaaniyaa.N\threedots ta: (zamaanaa na hamase chhiin le ye daulat tumhaare naam kii)\-2 la: nigaaho.n se dekhe.n ham kabhii na suurat judaa_ii kii shaam kii dono.n: rahe.n yuu.N hameshaa saath ham rahe.n na rahe.n zindagaaniyaa.N ta: muhabbat kii kahaaniyaa.N la: sunaane lagii hai.n javaaniyaa.N dono.n: hamaare tumhaare pyaar pe Kudaa kii rahe.n maharabaaniyaa.N % #endindian \endsong